Top-10-Shayari-of-Rahat-Indori

Top 10 Shayari of Rahat Indori

Top 10 Shayari of Rahat Indori, राहत इन्दोरी वो नाम है जिसे देश का हर वो सख्स जनता है जिसने कभी अगर एक भी शेर पढ़ा ये लिखा है, राहत साहब ने अपनी शायरी के दम पर वो मुकाम हासिल किया है जिस की तलब शायरी करने वाले हर एक शख्स को है|

Top 10 Shayari of Rahat Indori

दुनिया को अलविदा कहने से पहले राहत साहब ने अपनी शायरी से अनेको पैगाम लोगो तक पहुंचे से उम्र के आखिरी पड़ाव पर भी रहत साहब के अंदर का शायर हमेशा जवान ही रहा उनकी शायरी के तीर के निशाने या तो महबूबा की मोहब्बत पर होते थे व फिर सरकार के तख़्त पर होते थे| राहत साहब एक पल में लिखते है के “रोज़ तारों को नुमाइश में ख़लल पड़ता है चाँद पागल है अँधेरे में निकल पड़ता है” और अगले ही पल उनकी कलम से “मज़ा चखा के ही माना हूँ मैं भी दुनिया को, समझ रही थी कि ऐसे ही छोड़ दूँगा उसे” जैसे तीर निकलते है|

Shaakhon Se toot jayein…

Shaakhon Se toot jayein woh patte nahi hain hum,
Aandhi se koi kah de ki aukaat mein rahe.

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Ajnabi khwahishain sine…

Ajnabi khwahishain sine main daba bhi na sakun
Aase Ziddi hai parinde ki Uada bhi na sakun
Phunk dalunga kisi roz main dil ki duniyan
Yeh etra khat to nahi hai ki jala bhi na sakun

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Kisne dastak di

Kisne dastak di dil pe, yeh kon hai
Aap to andar hain, bahar kon hai

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Ye haadsa to….

Ye haadsa to kisi din gujrne wala tha
Main bach bhi jata to ek roj mrne wala tha

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Maza chakha ke…

Maza chakha ke hi maana hoon main bhi duniya ko,
Samajh rahi thi ki aise hi choor dunga use.

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Agar Khilaf hai

Agar Khilaf hai to hone do,
Jaan Thodi hai, ye sb dhuan hai,
Koi aasmaan thodi hai
lagegi aag to aaynge ghar kae zad main,
yahan pe sirf hamara makan thodi hai

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Gulaab, Khwaab, Dava

Gulaab, Khwaab, Dava, Zahar, Jaam, kya kya hai
Main aa gya hun bata intzaam kya kya hai

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Sarhadon par tanaw…

Sarhadon par tanaw hai kya
zara pata to kro Chunaaw hai kya

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Ja ke ye keh do…

Ja ke ye keh do koi sholon se, chingaari se,
Phool iss baar khile hain badi taiyaari se.
Baadshahon se bhi phenke huye sikke na liye.
Humne Khairaat bhi maangi hai toh khuddari se.

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

Do gaz sahi…

Do gaz sahi ye meri milkiyat toh hai,
Ae maut tune mujhe zamindaar kar diya.

Rahat Indori
Top 10 Shayari of Rahat Indori

More Post

Dolly Kitty Aur Woh Chamakte Sitare/डॉली किटी और वो चमकते सितारे Songs Lyrics in Hindi

Dil Chahte Ho दिल चाहते हो Lyrics – Jubin Nautiyal

Diamond Da Challa डायमंड दा छल्ला Lyrics – Neha Kakkar & Parmish Verma

Mera Intezaar Karna मेरा इंतज़ार करना Lyrics – Khuda Haafiz

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *